sukhi roti munh main thunse pet pe mukka maar die
hamaraa batua... haae...
hamaraa batua hamase chori ulta hamen udhaar die
sar pe pathar baandh ke aundhe munh phenke pani main
hamare hi kirdaar ko chhine hamari hi kahani main
are jite na jite lard ke rahenge
ab na sunenge kah ke rahenge
kaahe kaa gungan tumhaari aisi taisi
are bahut hua sammaan tumhaari aisi taisi
are bahut hua sammaan tumhaari aisi taisi
gariyaayeinge seenaa taan tumhaari aisi taisi
are bahut hua sammaan tumhaari aisi taisi
are khun ke chhinta...
khun ke chhinta uda jo apana gira he jaakar dur
gira he jaakar dur
are gale main ghanti baandh ke hamako faansee die hujur
sancha leki hamako dhaala
awaazon ke kuen main daalaa
chaakar banaake talavaa chataaya
khanjar deke pani kataaya
jo sikhaaya wo na karenge ab na sunenge kah ke rahenge
jabaran bane mahaan tumhaari aisi taisi...
are bahut hua sammaan tumhaari...
gariyaayeinge seenaa taan tumhaari...
bahut hua sammaan tumhaari aisi taisi
bandook kii nalli saamne rakkhe bole nachke dikhaa
re bole nachke dikhaa...
re bole nachke dikhaa
re kaali syaahi munh par pote bole sajake dikhaa
re bole sajake dikhaa...
re bole sajake dikhaa
bheetar bheetar ab na ghutenge
ab na sunenge kah ke rahenge
waapas lo abhimaan tumhaari aisi taisi...
are bahut hua sammaan tumhaari...
gariyaayeinge seenaa taan tumhaari...
jivan chata dimak jaisaa
sapane kutre chuuhe jaise
jivan chata dimak jaisaa
sapane kutre chuuhe jaise
are ghadiyaalon ke aansu tumhaare
bhed ke bhes main gidad jaise
are saanp kii jeebh se phunkaaro tum
bole phuuten misari jaise
misari jaise... misari jaise...
maaro kaato nahin darenge...
nahin darenge nahin darenge...
ab na sunenge kah ke rahenge...
bhaiyya hatheli par he jaan...
i tumhaari aisi taisi...
are bahut hua sammaan tumhaari aisi taisi
gariyaayeinge seenaa taan tumhaari aisi taisi
are bahut hua sammaan tumhaari aisi taisi...