Kesar tilak laagao..
jashan diwali manaao
jashan diwali manaao
tilak lagaavo Lachhmi badhavo
tilak lagaavo Lachhmi badhavo
Dhan teras ka deep jalaao
tilaak lagaavo Lachhmi badhavo
Ho Jabse Ram ji padhare vanwaas se.
khushiya laaye Bharke Woh apne aangne
Roothe rishto ko phir se manaane
Aaye apno ko apno se milaane.
Sabke dilon ka sabse pyaara
Aaya khushiyon wala tyohaar
Badhai ho badhai ho diwali ki badhai ho
Badhai ho badhai ho diwali ki badhai ho
Jashno ki diwali apni hai diwali..
Badhai ho badhai ho diwali ki badhai ho
Badhai ho badhai ho diwali ki badhai ho
Meetha Meetha Bhog lagaaya
lagaaya
Rangoli ne Rang jamaaya
jamaaya
Meetha Meetha Bhog lagaaya
lagaaya
Rangoli ne Rang jamaaya
jamaaya
Ek dharam ne duje dharam ka nyota yeh pyaar badhyaa
Ek Rasam/parv ne sabko milaka
Apne Hind ko sajaaya.
jashan manaao deep jaalao badhai..
Badhai ho badhai ho
diwali ki badhai ho
Badhai ho badhai ho
diwali ki badhai ho
Saj dhaj k aao ji Deepavali manaao ji
Re milkar badhkar aao
diwali saathe manaao
Andhero ko mitaake
Roshan karne ghar ko aao
Preet se reet manaao ji
Tikka shagun lagaao ji
Aai apni diwali aai
Ghar main raunka hai chhai
Ujiyara bharke laai
Jug ko phir chamkane aai
Thaari mhaari hokar aai
Sabke dilon main chhai
Rishton ki diwali badhai