Itna karam kar maula ke naam ishq mai ho jaye

Main tujhe chahoon tu mujhe chahein
Main tujhe chahoon tu mujhe chahein
Bas ye intejaam ho jayein
Itna karam kar maula ke naam ishq mai ho jaye
Itna karam kar maula ke naam ishq mai ho jaye
Kabhi mandir kabhi masjid mai sar humne jhuka diya
Kabhi likha use mehbub aur kabhi mita diya
Kabhi likhkar wo mujhe mehbub choom le
Aise din ho mere aisi shaam ho jaayein
Itna karam kar maula ke naam ishq mai ho jaye
Tum agar chaho to ek kahani ban jaayein
Naye shehar mai yaad ek purani ban jaayein
Na mera aitbaar hai na sansonka aitbaar hai
Barishonke seher mai jindgani ban jaayein
Itna karam kar maula ke naam ishq mai ho jaye
Itna karam kar maula ke naam ishq mai ho jaye
Ab kaise karar hoga bas tera intejar hoga
Hoga wo baichen aur beshumaar hoga
Duniya meri mai tum aaye mehman ban kar
Raat bhar jag kar ye mukaam ho jaayein