Kab maine ye socha tha
Kab maine ye jaana tha
Kab maine ye socha tha
Kab maine ye jaana tha
Tum itna badal jaoge
Tum itna mujhe chahoge
Tum itna pyaar karoge
Tum yoon ikraar karoge
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Kab maine ye socha tha
Kab maine ye jaana tha
Tum itna badal jaoge
Tum itna mujhe chahoge
Tum itna pyaar karoge
Tum yoon ikraar karoge
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Aankhon mein jo narmi hai pehle to nahin thi
Saanson mein jo garmi hai pehle to nahin thi
Aankhon mein jo narmi hai pehle to nahin thi
Saanson mein jo garmi hai pehle to nahin thi
Pehle to na yoon chhayi thi zulfon ki ghatayein
Pehle to na yoon chhayi thi zulfon ki ghatayein
Pehle to na yoon mehki thi aanchal hi havayein
Pehle to nahi aati thi tumko ye adayein
Aaj kitne haseen hai sitam
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Tum par mere pyaar ka jaadu pehle to nahin tha
Dil jaisa hai beqaabu pehle to nahin tha
Tum par mere pyaar ka jaadu pehle to nahin tha
Dil jaisa hai beqaabu pehle to nahin tha
Pehle to nahin hoti thi yoon pyaar ki baatein
Pehle to nahin hoti thi yoon pyaar ki baatein
Hairaan hoon main sunke sarkaar ki baatein
Ikraar ki baatein ho ya inkaar ki baatein
Baat chhedi to hai kam se kam
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Ho Sapno mein mere tum aaye
Mere dil pe aise chaaye
Tumko kya bataye Piya
Hum aaye tere peeche peeche
Aankhein apni meeche meeche
Tumko hi chaahe piya