aaaa aaaa aaaaaa
aaaa aaaaa aaaaaaaa
aaaaaaaaa
ab kahan hoon
kahan nahin hoon main
ab kahan hoon
kahan nahin hoon main
jiss jagah hoon
wahan nahin hoon main
kaun awaaz
de raha hai mujhe
koi keh de
yahan nahin hoon main
main hawa hoon kahan
watan mera
main hawa hoon kahan
watan mera
dasht mera na
ye chaman mera
main hawa hoon kahan
watan mera
mai ke har chand
mai ke har chand
ek khaana nashin
mai ke har chand
ek khaana nashin
anjuman anjuman
sukhan mera
anjuman anjuman
sukhan mera
dasht mera na
ye chaman mera
main hawa hoon kahan
watan mera
barg e gul parrrrrrrrr
barg e gul par charaag sa kya hai
barg e gul parrrrr
barg e gul parrrrr
barg e gul par charaag sa kya hai
chhu gaya tha usse
dahan mera
chhu gaya tha usse
dahan mera
dasht mera na
ye chaman mera
main hawa hoon kahan
watan mera
main ek tootaaaaaa
main ek toota hua sitaraa hoon
main ek toota hua sitaraa hoon
kya bigaadegi anjuman mera
kya bigaadegi anjuman mera
dasht mera na ye chaman mera
main hawa hoon kahan
watan mera
har ghadi ek
naya takaaza hai
har ghadi ek
naya takaaza hai
har ghadi ek naya takaaza hai
dard sar ban gaya badan mera
dard sar ban gaya badan mera
dasht mera na ye chaman mera
main hawa hoon kahan
watan mera