Tumko paaya hai toh
Jaise khoya hoon
Kehna chaahun bhi toh
Tumse kya kahoon
Tumko paaya hai toh
Jaise khoya hoon
Kehna chaahun bhi toh
Tumse kya kahoon
Kisi zabaan mein bhi
Woh lafz hi nahi
Ke jin mein tum ho kya
Tumhein mein bata sakoon
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahungi nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahungi kahunga nahi
Mujhe neend aati nahi hai akele
Khwabon mein aaya karo
Nahi chal sakunga tumhare bina main
Mera tum sahara bano
Tum huve meherbaan
Toh hai yeh dastaan
Ik tumhe chaahne ke alaawa
Aur kuch humse hoga nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahunga nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahungi kahunga nahi
Wo…ooo.ooo
Shokhiyon mein dooobi yeh adaayein
Chehre se jhalki huyi hain
Zulf ki ghani ghani ghatayein
Shaan se dhalki hui hain
Rooh se chaahne wale aashiq
Baatein jismon ki karte nahin
Main agar kahoon humsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Tareef yeh bhi toh
Sach hai kuch bhi nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahunga nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahungi nahi