saaqiyaaaaaaa
saaqiyaaaaaaa
saaqiyaaaa
aaj mujhe
neend nahin
aayegi
neend nahin
aayegi
saaqiyaa aaj mujhe
need nahin aayegi
suna hai teri mehfil mein
ratt jagaa hai
aankhon aankhon mein yun hi
raat guzar jaayegi
suna hai teri mehfil mein
ratt jagaa hai
aaaaaaaaaaaaaaaaa
saaqi hai aur shaam bhi
ulfat kaa jaam bhi
hoooo taqdeer hai ussi ki
jo le inse kaam bhi
rang e mehfil hai raat bhar ke liye
sochna kya abhi sehar ke liye
rang e mehfil hai raat bhar ke liye
sochna kya abhi sehar ke liye
tera jalwaa ho teri surat ho
aur kya chaahiye nazar ke liye
aur kya chaahiye nazar ke liye
aaj surat teri beparda nazar aayegi
aaaaaaaaaaaaaaaaa
mohabbat mein jo mitt jaata hai
wo kuchh keh nahin sakta
aaaaa ye wo kuchaa hai jiss mein
dil salamat reh nahin sakta
kiss ki duniyaa yahaan tabaah nahin
kaun hai jiske lab pe aah nahin
kiss ki duniyaa yahaan tabaah nahin
kaun hai jiske lab pe aah nahin
husn par dil zaroor aayega
iss se bachne ki koi raah nahin
iss se bachne ki koi raah nahin
zindagi aaj nazar milte hi loot jaayegi
hooooooooo
aaaaa aaaaaaa