aaj jaane ki zid na karo
aaj jaane ki zid na karo
yu hi pahlu me bete raho
yu hi pahlu me bete raho
aaj jaane ki zid na karo
haye mar jayege, ham to lut jayege
aesi baate kiya na karo
aaj jaane ki zid na karo
aaj jaane ki zid na karo
tum bhi socho zara, kyo na roke tumhe
jaan jati hai jab uth ke jate ho tum
jaan jati hai jab uth ke jate ho tum
tumko apni kasm jane jaa,
baat itni meri man lo
aaj jaane ki zid na karo
aaj jaane ki zid na karo
waqt ki qaid me zindagi hai magar x2
chand ghadiyan yahi hai jo aazad hain
chand ghadiyan yahi hain jo aazad hain
in ko kho kar meri jane jaa
umar bhar na tarste rho
aaj jaane ki zid na karo
aaj jaane ki zid na karo
kaisa maasoom rangeen hai ye samaan
husn aur ishq ki aaj mairaaj hai
husn aur ish ki aaj mairaaj hai
kal ki kis ko khabar jaane jaan
rok lo aaj ki rat ko
aaj jaane ki zid na karo
aaj jaane ki zid na karo
yun hi pehlu mein baithe raho
yun hi pehlu main baithe raho