Dhoonda tere jaisa
Sabne dilbar o mere humnawa
Milina par ksiko tere jaisi koi b khushnuma
Dekhun tere sapne
Mere dilbar o mere humnawa
Chand bhi apni chandni se
Dekho ladd baitha hai tuhi hai wajah
Tujhse milne k pehle aur milne k baad
Rehta main tanha ye sachchi baat
Main pyasa agar tu hai barsat
Sunehri koi raat
Khushiyon ki meri hai wajah tuhi
Jo manga dua tha wo tuhi to thi
Neendo se pehle jo aane lagi
Wo yadein h teri
Han tere jaisa han koi
Na dekha hai kahin kabhi
Ab tere hi to aane se
Raushan hui meri zindagi
Pehle tha main parwana sa
Bhatka hua banjara sa
Tujhko pakar mili manzil
Ab lagta hai yahi
Main khone laga hoon
Tera hone laga hoon
Ab tere hi sapne sanjone laga hoon
Jo tujhko paya to
Na khud-ka raha hoon
Sanson mein ab apne pirone laga hoon
Main khone laga hoon
Tera hone laga hoon
Ab tere hi sapne sanjone laga hoon
Jo tujhko paya to
Na khud-ka raha hoon
Sanson mein ab apne pirone laga hoon
Main khone la
Mana tha sab kuch hi tujhko
Phir kyu dhokha diya tune mujhko
Ab jo bole tu uska koi mol nahi
Tha maine manga bas pyar koi jhol nahi
Tere liye the likkhe maine gaane
Sath rehne ko dhunde bahane
Phir kyu modd gayi muh
Mujhko chhod gayi yun
Dil jo tujhko diya usko todd gayi yun
Aise jaise k tera main kuch nahi
Tujhe khone ka hai mujhko koi dukh nahi
Mere andhere ka tha tu ujala
Aur ab meri dhadkan bhi mange tujhe
Main khone laga hoon
Tera hone laga hoon
Ab tere hi sapne sanjone laga hoon
Jo tujhko paya to
Na khud-ka raha hoon
Sanson mein ab apne pirone laga hoon
Main khone laga hoon
Tera hone laga hoon
Ab tere hi sapne sanjone laga hoon
Jo tujhko paya to
Na khud-ka raha hoon
Sanson mein ab apne pirone laga hoon
Main khone laga hoon
Tera hone laga hoon
Ab tere hi sapne sanjone laga hoon
Jo tujhko paya to
Na khud-ka raha hoon
Sanson mein ab apne pirone laga hoon
Main khone laga hoon