Haan haan tu
Mere wajood mein hai jaise
Maujud tujhe dekhte hi ishq mehsoos ho gaya
Paa ke tujhe khone ka
Sawaali nahi meri aankhon
Mein tu ab mehfooz ho gaya jaise baarishon
Ka bheega hua
Khwab tu jaise rehne laga mujhme behisab
Tu jaise meri hi
Duaaon ka jawab tu ki tu mera
Sanam ho gaya haan rab ka
Karam ho gaya jaise ho rahi ho
Dhoop mein baarishein
Mujhe aisi lagi teri muskurahte
Ik hone lagi
Teri meri aadatein ke tu mera sanam ho gaya
Haan rab ka karam ho gaya
Aaya tu dil mein aise meethi si yaad jaise
Poori hui ho meri koi muraad
Jaise mujhme tu chamka aise
Badli mein chaand jaise
Khwaish huyi hai poori barso ke baad jaise
Aaya tu dil mein aise meethi si yaad jaise
Poori hui ho meri koi muraad
Jaise mujhme tu chamka aise badli mein chaand
Jaise khwaish huyi hai poori
Barso ke baad jaise aadha main ishq leke
Aaya hoon aadha sa ishq tujhe laana hai thoda
Kareeb tere aaya hoon thoda
Kareeb tujhe aana hai
Lamha lamha mujhe tera hi
Khayal hai teri
Chahaton ka saara ye kamaal hai
Tere jaisa hi to mere
Dil ka haal hai ke tu mera sanam ho gaya
Haan rab ka karam ho gaya
Jaise ho rahi ho dhup mai
Baarishein mujhe aisi lagi teri muskurahte
Ik hone
Lagi teri meri aadatein ke tu mera sanam ho
Gaya haan rab ka karam ho gaya paaya hai
Maine tujhe aankhein yeh
Chaar karke aaya
Hoon tere liye lamhe udhaar leke jee
Bhar ke jeena hai
Ab tujhse karaar leke khushiyaan
Bhari thi maine tera hi pyaar leke
Aaaaa
Aaya tu dil mein aise meethi si yaad jaise
Poori hui ho meri koyi muraad jaise
Mujhme tu chamka aise badli
Mein chand jaise khwaaish hui hai
Poori barso ke baad jaise aaya tu
Dil mein aise mithi si yaad jaise puri
Hui ho meri koyi muraad
Jaise mujhme tu chamka aise
Badli mein chand
Jaise khwaish huyi hai poori barso ke baad
Jaise