menu-iconlogo
logo

Jiska Mujhe Tha Intazaar

logo
Letras
Jiska mujhe tha intezar

Jiske liye dil tha beqarar

Woh ghadi aa gayi, aa gayi

Aaj pyar mein hadh se guzar jaana hai

Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai

Jiska mujhe tha intezar

Jiske liye dil tha beqarar

Woh ghadi aa gayi, aa gayi

Aaj pyar mein had se guzar jaana hai

Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai

Mujhpe jo guzri, tu kya jaane

Tu kya samjhe oh deewane

Leke rahoongi badla tujhse

Aayi hoon dil ki aag bujhaane

Ho qatil meri nazron

se bachke kahan jayega

Qatil meri nazron se bachke kahan jayega

Diya hai jo mujhko wohi tu mujse payega

Woh ghadi aa gayi, aa gayi

Teer banke jigar mein utar jaana hai

Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai

Jaadu tera kispe chala

Hoga kisi din yeh faisla

Woh ghadi aayegi, aayegi

Jaana toone abhi yeh kahan jaana hai

Kise jeena hai aur kisko mar jaana hai

Hoga tera aashiq zamana

Auron ka dil hoga tera nishana

Naaz na kar yoon teer e nazar pe

Aaye hamein bhi teer chalana

Jo hain khiladi unhein

khel hum dikhayenge

Apne hi jaal mein shikari phans jayenge

Woh ghadi aayegi, aayegi

Waqt aane pe tujhko yeh samjhana hai

Kise jeena hai aur kisko mar jaana hai

Kise jeena hai aur kisko mar jaana ha