Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Yeh nazraana tera bhi hai mera bhi
Apne gham ko geet bana kar ga lena
Apne gham ko geet bana kar ga lena
Raag purana tera bhi hai mera bhi
Raag purana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Tu mujhko aur main tujhko samjhaun kya
Tu mujhko aur main tujhko samjhaun kya
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
jiska charcha hai
Shehar mein galiyon galiyon
jiska charcha hai
Woh afsaana tera bhi hai mera bhi
Maikhaane kee baat
naa kar waaiz mujhse
Maikhaane kee baat
naa kar waaiz mujhse
Aana jaana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi.
Yeh nazraana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi