Mujhe kuch kehna hai
Mujhe bhi kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna haai
Mujhe bhi kuch kehna hai
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Tum
Tum
Tum
Tum
Tum
Tum
Tum
Dekho
Jis tarah lucknow ke do nawabo ki gaadi
Pehle aap
Pehle aap
Pehle aap
Pehle aap karte nikal gayi thi
Us tarah hamaari
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum mein yeh
Masti bhari rut na chali jaay
acha ? main kehti hoon
Hmm aksar koi ladki iss haal mein
Kisi ladke se solahvein saal mein
Jo kehti hai woh mujhe
Kehna haiiiI
Aksar koi ladka iss haal mein
Kisi ladki se solahvein saal mein
Jo kehta hai woh mujhe
Kehna haiii
Aksar koi ladki
Haaan aksar koi ladkaa
Ho ho aksar koi ladki is haal meinnn
Na aankhon mein neend
Na dil mein karaar
Yehi intezar.. yehi intezaar
Tere bina kuch bhi achha nahin lagta
Sab jhootha lagta hai
Sacha nahin lagta
Na ghar mein lage dil
Na bahar kahin par
Baithi hoon kahin par
Khoyi hoon kahin par
Arre kuch na kahoon chup rahoon
Main nahin nahin nahin
Nahin nahin nahin par
Ab mushkil
Chup rehna haaaiiiI
Huuuhhh hichki
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe bhi kuch kehna hai
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Mujhe raat din nahin aur kaam
Kabhi teri yaad
Kabhi tera naam
Sab rang duniya ke
Pheeke lagte hain
Ek tere bol bas
Meethe lagte hain
Likhe hain bas tere
Sajde is jabin par
Zinda hoon main teriI
Bas haan par nahin par
Arre kuch na kahoon chup rahoon
Main nahin nahin nahin
Nahin nahin nahin par
Ab mushkil
Chup rehna haiiiiiI
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe bhi kuch kehna hai
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Tum
Tum
Tum
Tumm
Mile humko phool fiza se mile
Wahan ja base wahan ja rahe
Tujhe milne mein jahan
Dar na ho koi
Piya ke siwaye dooja ghar na ho koi
Kya aisi jagah haiI
Koi is zamin par
Rehne de baat koooo
Yahan par yahin par
Arre kuch na kahoon chup rahoon
Main nahin nahin nahin
Nahin nahin nahin par
Ab mushkil chup rehna haiiiI
Hmm aksar koi ladki is haal mein
Kisi ladke se solahvein saal mein
Jo kehti..
Jo kehta hai woh mujhe kehna hai
Aksar koi ladki
Ho aksar koi ladka
Ho aksar koi ladki
Is haal mein