menu-iconlogo
huatong
huatong
mohammed-azizalka-yagnik-mujhko-peena-hai-peene-do-cover-image

Mujhko Peena Hai Peene Do

Mohammed Aziz/Alka Yagnikhuatong
rwinch61huatong
Letras
Grabaciones
Whistles…….

Mujhko Peena Hai, Peene Do

Mujhko Jeena Hai, Jeene Do

Mujhko Peena Hai, Peene Do

Mujhko Jeena Hai, Jeene Do

Tum Aamir Ho Khush Naseeb Ho

Main Garib Hoon BadNaseeb Hoon

Pi Pi Ke Zakhm Apne Seene Do

Mujhko Peena Hai, Peene Do

Mujhko Jeena Hai,Jeene Do

Agar Zara Thake Ho Toh Suno

Khushi Mein Aap Thoda Gum Bharo

Lagao Ghoot Tum Bhi Pyar Se

Meri Tarah Piyo Aur Jiyo

Lagao Ghoot Tum Bhi Pyar Se

Meri Tarah Piyo Aur Jiyo

Toote Jaam Dekh Na Sake

Dil Ko Toot ta Kya Dekhte

Tum Aamir Ho Khush Naseeb Ho

Main Garib Hoon BadNaseeb Hoon

Pi Pi Ke Zakhm Apne Seene Do

Mujhko Peena Hai, Peene Do

Mujhko Jeena Hai,Jeene Do

Kisi Ki Yaar Parwa Ki Karu

Kisi Se Yaar Main Kyon Daroon

Is Duniya Ne Mujhko Kya Diya

Mein Iski Uski Fikrr Kyon Karu

Is Duniya Ne Mujhko Kya Diya

Mein Iski Uski Fikrr Kyon Karu

Yeh Bhala Hua Mili Sharaab

Warna Kaise Din Gujarte

Tum Aamir Ho Khush Naseeb Ho

Main Garib Hoon BadNaseeb Hoon

Pi Pi Ke Zakhm Apne Seene Do

Mujhko Peena Hai, Peene Do

Mujhko Jeena Hai, Jeene Do

Tum Piyo Toh GangaJal Hai Yeh

Hum Agar Piye To Hai Sharaab

Paani Jaisa Hai Hamara Khoon

Aur Tumhara Khoon Hai Gulaab

Paani Jaisa Hai Hamara Khoon

Aur Tumhara Khoon Hai Gulaab

Sab Khayal Sab Fareeb Hai

Apni Subha Na Shaam Hai

Tum Aamir Ho Khush Naseeb Ho

Main Garib Hoon BadNaseeb Hoon

Pi Pi Ke Zakhm Apne Seene Do

Mujhko Peena Hai, Peene Do

Mujhko Jeena Hai, Jeene Do

Whistles……

Más De Mohammed Aziz/Alka Yagnik

Ver todologo

Te Podría Gustar