(AAJ Kyon Humse parda Hai)
Rafi, Bilbar duet
Music
N. Dutta
(1958)
Tribute to legend
From
Sonu, Sukhwinder
(SONU) Aaj kyon hamse parda hai
Parda hai jee
Aaj kyon hamse parda hai
(SUKI) Aaj kyon hamse parda hai
(SONU) Aaj kyon hamse parda hai
(BOTH) Aaj kyon hamse parda hai
Parda hai jee
Aaj kyon hamse parda hai
(chorus)
Intro.....
(Sonu) Teraa har rang hamne dekha hai
Teraa har dhang hamne dekha hai
Paas aakar bhee tujhako dekha hai
Dur jaakar bhee tujhako dekha hai
Tujhako har tarah aajamaaya hai
Paake khoya hai khoke paaya hai
Ankhadiyo kaa baya samajhate hain
Dhadakano kee jabaan samajhate hain
Chudiyo kee khanak se vakif hain
Jhanjhano kee jhanak se vaakif hain
Naajo andaaj jaanate hain ham
Teraa har raaj janate hain ham phir
Aaj kyon ham se parda hai parda hai jee
(both) Aaj kyon hamse parda hai
Parda hai
(BOTH) Aaj kyon hamse parda hai
(BOTH) Aaj kyon hamse parda hai
(both) Aaj kyon hamse parda hai
Aaj kyon hamse parda hai
Parda hai jee
Aaj kyon hamse parda hai
(chours)
Intro........
(sonu)Aa tera intezar kab se hai
Har nazar bekarar kab se hai
Sama rehrehkar zilmilati hai
Sans taro ko dub jati hai
Tu agar mehraban ho jaye
Ye zamin asman ho jaye
Ab to aaja ke rat jati hai
Ek ashiq ki bat jati hai
Gair ho tere jindagani ki
Dil bhi de tu mehrbani ki
Tujpe jaan se phida hai hum
Tujpe jaan se phida hai hum
Ek muddat ke asnaa hai hum
Phir
(BOTH) Aaj kyon ham se parda hai parda hai jee
Aaj kyon hamse parda hai
Parda hai
(BOTH) Aaj kyon hamse parda hai
(BOTH) Aaj kyon hamse parda hai
(CHOURS)Aaj kyon hamse parda hai
Aaj kyon hamse parda hai
Parda hai jee
Aaj kyon hamse parda hai.