M - aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
F - aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
M - ek ho jae
F - aa aa aa aa
M/F - - ek ho jae chalo jaan aur badan ki tarah
aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah
ek ho jaayen chalo jaan aur badan ki tarah
aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah
F - dil ke mandir me saja rakhi hai murat teri
M - mere jine ki to surat hai ye surat teri
F - dil ke mandir me saja rakhi hai murat teri
M - mere jine ki to surat hai ye surat teri
F - rat din sath raho o o o
M/F - rat din sath raho
seene me dhadkan ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
M - ek jeevan ki khushi tumane di ik ik pal me
F - bhar diya sare jag kaa pyar mere anchal me
M - pyar ka ek bhi pal..........
M/F - pyar ka ek bhi pal pyara hai jivan ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah
ek ho jae chalo jan aur badan ki tarah
aao mil jae ham sugadh aur suman ki tarah