Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Tut gayi chudi kalaiyan mein
Kalaiya mein
Tut gayi chudi kalaiyan mein
Kalaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Hey saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Mushkil se mauka mere hath aaye
Haan mushkil se mauka mere hath aaye
Kar ke bahana kahin dur jaye
Bedardi kabse padaa mere pichhe
Bahiya pakad ke jabardasti khinche
Lapak jhapak ki ladiyan mein
Ladiyan mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Haan saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Najuk badi hai jawani ki dori
Najuk badi hai jawani ki dori
Maane na kehna badi jora jori
Nas nas me masti chadhe haule haule
Mausam suhana jiya mora dole
Jab jugnu chamke talaiya me
Talaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya me
Bada maja aaye rajaiya mein
Tut gayi chudi kalaiya mein
Kalaiya mein
Tut gayi chudi kalaiya mein
Kalaiyan mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya me
Bada maja aaye rajaiya mein
Haan bada maja aaye rajaiya me
Bada maja aaye rajaiya mein