menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Teri Meri Kahaani

Sagar Bhatiahuatong
ouardaouardahuatong
Letras
Grabaciones
Sun ye kahani, mere dil ki zubani,

Jisme teri kahaniyan ravaan,

Kehke sunu ya, sunke kahoon main,

Jane kaise karu main ye bayaan,

Haan, tu sahi hai,

Mere paas, tu nahi hai,

Phir bhi dil ko karne de bayaan,

Janejaan,

Lafzon mein tuhi hai,

Jinko tu sun rahi hai, haan

Tera hi to hai ye kaarvaan.

Sabko kyun kahoon main,

Jaane kya-kya yu sahoon main,

Kyu na tujhko hi karun main ye bayaan,

Tere hi liye the, sajde jo-jo kiye the,

Jaane tujhpe hi kyun rukta hai jahaan,

Sunta tu nahi hai, par jo bhi hai sahi hai,

Hone, sabar ki lagi hai intihaan, janejaan.

Teri ye ghadi hai, tu zid pe kyu arhi hai,

Khoke payegi kya phir tu ye samaa,

Haan kehta main jaunga,

Tu sun ya na sun, janejaan,

Teri meri ye kahaniyaan,

Sunte hain meri zubaniyaan,

Sunke jinko hongi hairaniyaan,

Woh hain teri meri kahaaniyaan.

Jab tak tu yaha tha,

Kuch khila sa ye jahaan tha,

Us jahaan main maine khudko paaliya,

Harpal bezubaan hai,

Tu bhi jaane ab kaha hai,

Sooni raatein abto sunna din mera,

Ab toh aa bhi jaao,

Hun main rootha tum manao,

Ya phir, pyar ko mere kardo fanaa,

Par kar na ye sakoge, roz khud se ye kahoge,

Jaane kis ghadi milaa ye meharmaan,

Haan kehta main jaunga,

Tu sun ya na sun, janejaan.

Teri meri ye kahaniyaan,

Sunte hain meri zubaniyaan,

Sunke jinko hongi hairaniyaan,

Wo hain teri meri kahaaniyaan

Más De Sagar Bhatia

Ver todologo

Te Podría Gustar