Deewani deewana, anjana afsana
Tum jo mile dil ne kaha
Teri bahon mein guzre zamana
Deewani deewana, anjana afsana
Tum jo mile dil ne kaha
Teri bahon mein guzre zamana
Deewani deewana
Aankh micholi, khele jawani
Badli badli, apni kahani
Aankh micholi, khele jawani
Badli badli, apni kahani
Sabnam badal, dhul hawa
Sham subah har bat suhani
Teri bahon mein... guzre zamana
Deewani deewana, anjana afsana
Tum jo mile dil ne kaha
Teri bahon mein guzre zamana
Deewani deewana
Sawan aaye, ya na aaye
Koi tumhe na, dur le jaye
Sawan aaye, ya na aaye
Koi tumhe na, dur le jaye
Sapnon ki sargum sapnon ki lay hai
Apna milna sadiyo se tay hai
Teri bahon mein... guzre zamana
Deewani deewana, anjana afsana
Tum jo mile, dil ne kaha
Teri bahon mein guzre zamana
Deewani deewana
Teri bahon mein, prem sajaya
Teri bahon mein, sab kuch paya
Teri bahon mein, sapne dekhe
Teri bahon mein, wada nibhaya
Sath jiye hum sang mar jana
Yahi thi, kahani, yahi tha fasana
Humne kaha tumne suna
Do labzon mein, pyara tarana.