He he he He he he he he
Jise hasna rona hai, woh pyaar kare
Jise paagal hona hai, woh pyaar kare
O Jise paana khona hai, woh pyaar kare
Har sitam jo sahe
Dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai, woh pyaar kare
Jise paagal hona hai, woh pyaar kare
Har sitam jo sahe
Dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare..
Jise hasna rona hai, woh pyaar kare'
Jise paagal hona hai, woh pyaar kare'
Kabhi dil is mein tadpe
Kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein
Kabhi is mein hue bad naam
Kabhi dil is mein tadpe
kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein
Kabhi is mein hue bad naam
Ek pal kaa milan is mein
Barson kii judaai hai
Is mein rang rangaliyan hai
Is mein tanhaai hai
Is mein rang rangaliyan hai
is mein tanhaai hai
Jise hasna rona hai, woh pyaar kare
Jise paagal hona hai, woh pyaar kare
Har sitam jo sahe
Dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare..
Jise hasna rona hai, woh pyaar kare
O Jise paagal hona hai, woh pyaar kare
He he he Hee he he he he he
Phoolon ki sej bhi hai
Kaanto ka bistar bhi
Jeene ka mazaa hai to
Hai marne ka darr bhi
Phoolon ki sej bhi hai
Kaanto ka bistar bhi
Jeene ka mazaa hai to
Hai marne ka darr bhi
Hote hai, khafa rab se
Jag se, lad jaate hai
Jo iske deewane hai
sulii chad jaate hai
Jo iske deewane hai
sulii chad jaate hai
Jise khwaab sanjona hai, woh pyaar kare
O Jise paagal hona hai, woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe
Dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai, woh pyaar kare
Jise paagal hona hai, woh pyaar kare
Jise paana khona hai, woh pyaar kare