Sajna hai mujhe sajna ke liye
Sajna hai mujhe sajna ke liye
Zaraa uljhi latein sanwar doon
Har ang ka rang nikhaar doon
Ke sajna hai mujhe sajna ke liye
Sajna hai mujhe sajna ke liye
Pani pade tann pe to shola nikle
Jaane kaise agan mein badan jale
Pani pade tann pe to shola nikle
Jaane kaise agan mein badan jale
Din bhar ki thakan utaar doon
Har ang ka rang nikhaar doon
Ke sajna hai mujhe sajna ke liye
Sajna hai mujhe sajna ke liye
Sajdhaj ke mein jara banthan ke
BaaN chalaongi nainan ke
Sajdhaj ke mein jara banthan ke
BaaN chalaongi nainan ke
Aaina zara nihaar loon,
khud apni nazar utaar loon
Ke Main to saj gai re sajna ke liye
Main to saj gai re sajna ke liye