menu-iconlogo
logo

Matlab

logo
Paroles
Mera ishq to uske liye

Seedhiyon se zyada kuchh nahi tha

Pyar mein mujhe karke istemal

Chhoda jaise main ajnabi tha

Seene mein din na rota

Dil se jo thaama hota

To hath chhoot’te nahi

Matlab nikal gaya to

Ab woh puchhte nahi

Ab woh puchhte nahi

Mausam badal gaya to

Ab woh puchhte nahi

Ab woh puchhte nahi

Main use chahta raha paagal ki tarah

Aur woh aake chali gayi baadal ki tarah

Zindagi mein uski main tha ek zariya

Main tha kashti dil tha mera ek dariya

Mujh pe chal ke usne paye hain kinare

Poore mujhse hi kiye hain khwaab saare

The kanch se bhi kache

Vaade jo hote sache

To vaade toot’te nahi

Matlab nikal gaya to

Ab woh puchhte nahi

Ab woh puchhte nahi

Mausam badal gaya to

Ab woh puchhte nahi

Ab woh puchhte nahi

Matlab par Anjjan Bhattacharya - Paroles et Couvertures