Goron ki na kalon ki
Duniya hai dil walon ki
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dil walon ki
Haan goron ki na kalon ki
Duniya hai dil walon ki
Hans ke jiyein, hasn ke marein
Hum jaise dil walon ki ho
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dil walon ki
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dil walon ki
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dil walon ki
Gali gali main geet hamare goonje subah-o-shaam
Hum geeton ke saudagar hain yehi humara kaam
Arre gali gali main geet hamare goonje subah-o-shaam
Hum geeton ke saudagar hain yehi humara kaam
Na sona, na chandi
Geeton se humko pyar
Na sona, na chandi
Geeton se humko pyar
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dil walon ki
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dil walon ki
Duniya hai dil walon ki
Duniya hai dil walon ki
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dil walon ki
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dil walon ki