main wohi darpan wohi
main wohi darpan wohi
na jaane ye kya ho gaya
ke sab kuchh laage naya naya
ke sab kuchh laage naya naya
ho o o main wohi darpan wohi
ik jaadu ki chhadi
tan man pe padi
ho oo ik jaadu ki chhadi
tan man pe padi
main jahan thi reh gayi
wohi pe khadi
ho oo oo ghar wohi
aangan wohi
ree mera ghar wohi
aangan wohi
na jaane ye kya ho gaya
ke sab kuchh laage naya naya
ke sab kuchh laage naya naya
ho o o main wohi darpan wohi
kahin door papeeha
bole piya piya
hoo oo kahin door papeeha
bole piya piya
ud jaane ko bekal hai
mora jia
hoo oo oo dil wohi
dhadkan wohi
re mera dil wohi
dhadkan wohi
na jaane ye kya ho gaya
ke sab kuchh laage naya naya
ke sab kuchh laage naya naya
ke sab kuchh laage naya naya
ke sab kuchh laage naya naya