
Shyam teri bansi pukare(Short Ver.)
shyam teri bansi
pukaare radha naam
shyam teri bansi
pukaare radha naam
log karein meera ko
yunhi badnaam
shyam teri bansi
pukaare radha naam
shyam teri bansi
pukaare radha naam
log karein meera ko
yunhi badnaam
log karein meera ko
yunhi badnaam
saanwre ki bansi ko
bajne se kaam
saanwre ki bansi ko
bajne se kaam
radha ka bhi shyam
wo to meera ka bhi shyam
radha ka bhi shyam
wo to meera ka bhi shyam