milne ki tum koshish karna
wada kabhi na karna
milne ki tum koshish karna
wada kabhi na karna
wada to toot jaata hai
wada to toot jaata hai
wada to toot jaata hai
wada to toot jaata hai
milne ki tum koshish karna
wada kabhi na karna
milne ki tum koshish karna
wada kabhi na karna
wada to toot jaata hai
wada to toot jaata hai
wada to toot jaata hai
wada to toot jaata hai
jab bhi tera ji chahe
tu paas mere aa jana
mera pyaar bas tere liye hai
tu na kabhi ghabrana
jab bhi tera ji chahe
tu paas mere aa jana
mera pyaar bas tere liye hai
tu na kabhi ghabrana
lekin sapnon mein milne ki
kabhi na koshish karna
lekin sapnon mein milne ki
kabhi na koshish karna
sapna to toot jaata hai
sapna to toot jaata hai
sapna to toot jaata hai
sapna to toot jaata hai
hoti hai bedard bahut hi
is duniya ki rasmein
mushkil kar deti hai nibhana
pyaar wafaa ki kasmein
ho hoti hai bedard bahut hi
is duniya ki rasmein
mushkil kar deti hai nibhana
pyaar wafaa ki kasmein
sheeshe jaise armaan lekar
raahon se na guzarna
sheeshe jaise armaan lekar
raahon se na guzarna
sheesha to toot jaata hai
sheesha to toot jaata hai
sheesha to toot jaata hai
sheesha to toot jaata hai
milne ki tum koshish karna
wada kabhi na karna
milne ki tum koshish karna
wada kabhi na karna
wada to toot jaata hai
wada to toot jaata hai
wada to toot jaata hai
wada to toot jaata hai