Yeh parda hata do
Zara mukhda dikha do
Yeh parda hata do
Zara mukhda dikha do
Hum pyaar karne waale hain
Koi gair nahin
Are hum tum pe marne waale hain
Koi gair nahin
O majnu ke nana
Mere pichhe na aana
Ja pyaar karne waale
Teri khair nahin
Are o hum pe marne waale
Teri khair nahin
Yeh parda hata do
Zara mukhda dikha do
Hum pyaar karne waale hain
Koi gair nahin
Are hum tum pe marne waale hain
Koi gair nahin
Yeh parda hata do
Ek to soorat pyaari
Upar se gusse ki laali
Bachna ae dil aaj hai koi
Bijli girne waali
Ek to soorat pyaari
Upar se gusse ki laali
Bachna ae dil aaj hai koi
Bijli girne waali
Ye bijli giri to
Tumhin pe giregi
Ja pyaar karne waale
Teri khair nahin
Are o hum pe marne waale
Teri khair nahin
Yeh parda hata do
Zara mukhda dikha do
Hum pyaar karne waale hain
Koi gair nahin
Are hum tum pe marne waale hain
Koi gair nahin
Yeh parda hata do
Shukar karo ke pade nahin hain
Meri maa ke dande
Ek haath mein ho jaate
Armaan tumhaare thande
Shukar karo ke pade nahin hain
Meri maa ke dande
Ek haath mein ho jaate
Armaan tumhaare thande
Maa ko bhi samjhado
Bas itna bata do
Hum pyaar karne waale hain
Koi gair nahin
Are hum tum pe marne waale hain
Koi gair nahin
O majnu ke nana
Mere pichhe na aana
Ja pyaar karne waale
Teri khair nahin
Are o hum pe marne waale
Teri khair nahin
Yeh parda hata do
Jahaan mile do jawaan nazar
Hoti takraar wahin hai
Dil pe rakh kar haath ye keh do
Hum se pyaar nahin hai
Jahaan mile do jawaan nazar
Hoti takraar wahin hai
Dil pe rakh kar haath ye keh do
Hum se pyaar nahin hai
Dil ki baatein dilwaale
Nazron se hi pehchaante
Dil ki baatein dilwaale
Nazron se hi pehchaante
Lekin kuchh aise hai anadi
Jo yeh bhi na jaante
Ye pehle bataate
Baraat leke aate
Hum pyaar karne waale hain
Koi gair nahin
Are hum tum pe marne waale hain
Koi gair nahin
O majnu ke nana
Hum pyaar karne waale hain
Koi gair nahin
Are hum tum pe marne waale hain
Koi gair nahin
Yeh parda hata do