mujhe gum nahi hai iska
ki badal gaya jamana
mujhe gum nahi hai iska
ki badal gaya jamana
meri zindagi hai tumse
kahin tum badal na jana
sab haath chhudaaye firte hain
main chahe jitna pyaar karun
sab haath chhudaaye firte hain
main chahe jitna pyaar karun
ae dard ki lehron tum hi kaho
ae dard ki lehron tum hi kaho
kis naav pe duniyaa paar karun
sab haath chhudaaye firte haiiiiiiiin
maloom nahin kis manzil par
sanson ka khazana lut jaye
maloom nahin kis manzil par
sanson ka khazana lut jaye
sanson ka khazana lut jaye
kya soch ke tum hissaa maango
kya soch ke main ikraar karun
ae dard ki lehron tum hi kaho
ae dard ki lehron tum hi kaho
kis naav pe duniyaa paar karun
sab haath chhudaaye firte haiiiiiiiin
ek roz milo tanhai mein
shikwon ka maza jab aayega
ek roz milo tanhai mein
shikwon ka maza jab aayega
shikwon ka maza jab aayega
is bheed mein kya daman thamun
kya baat sarebazaar karun
ae dard ki lehron tum hi kaho
ae dard ki lehron tum hi kaho
kis naav pe duniyaa paar karun
sab haath chhudaaye firte haiiiiiiiin
wo leher uthe mayusi ki
beh jayen meri aankhein kaisar
wo leher uthe mayusi ki
beh jayen meri aankhein kaisar
beh jayen meri aankhein kaisar
main ret pe baitha kitne dinon
khwabon ke mehel taiyaar karun
ae dard ki lehron tum hi kaho
ae dard ki lehron tum hi kaho
kis naav pe duniyaa paar karun
sab haath chhudaaye firte hain
main chahe jitna pyaar karun
ae dard ki lehron tum hi kaho
ae dard ki lehron tum hi kaho
kis naav pe duniyaa paar karun
sab haath chhudaaye firte haiiiiiiiin