ghataon ne tumhari zulf ka
fanda nahin dekha
sitaaron ne bhi aisa chaand sa
mukhda nahin dekha
nazar walon ne is duniya mein
lekin kya nahin dekha
hazaaron mehjabin dekhe
magar tumsa nahin dekha
tum itni haseen ho
tum itni jawaan ho
tum itni haseen ho
tum itni jawaan ho
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
tum itni haseen ho
tum itni jawaan ho
tum itni haseen ho
tum itni jawaan ho
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
main keh doon agar
kuchh tumhen bhi yakin ho
main keh doon agar
kuchh tumhen bhi yakin ho
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
tum itni haseen ho
tum itni jawaan ho
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
labon par hai raksha
labon par hai raksha
gulaabi gulaabi
nighaahon ki jumbish
sharaabi sharaabi
labon par hai raksha
gulaabi gulaabi
nighaahon ki jumbish
sharaabi sharaabi
tumhara ye chehra
kitaabi kitaabi
tumhara ye chehra
kitaabi kitaabi
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
tum itni haseen ho
tum itni jawaan ho
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
tumhari nigaahen
tumhari nigaahen
kayaam e muhabbat
khamoshi tumhari
kalaam e muhabbat
tumhari nigaahen
kayaam e muhabbat
khamoshi tumhari
kalaam e muhabbat
salaamat tumhi se
hai naam e muhabbat
salaamat tumhi se
hai naam e muhabbat
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
tum itni haseen ho
tum itni jawaan ho
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
tumhari nazar
kaif masti liye hai
sharaab e muhabbat
ke saagar piye hai
tumhari nazar
kaif masti liye hai
sharaab e muhabbat
ke saagar piye hai
ye afzal ka dil bhi
iraada kiye hai
ye afzal ka dil bhi
iraada kiye hai
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
tum itni haseen ho
tum itni jawaan ho
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
main keh doon agar
kuchh tumhen bhi yakin ho
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai
tumhen pyaar karne ko
jee chahta hai