menu-iconlogo
logo

Kabhie Kisi Ko Muqammal Jahan

logo
Paroles
Kabhi Kisiko Mukammal Jaha Nahi Milta

Kabhi Kisiko Mukammal Jaha Nahi Milta

Kahi Jami To Kahi Aasma Nahi Milta

Kabhi Kisiko Mukammal Jaha Nahi Milta

Jise Bhi Dekhiye Wo Apne Aap Me Gum Hai

Jise Bhi Dekhiye Wo Apne Aap Me Gum Hai

Juba Mili Hai Magar Humjuba Nahi Milta

Juba Mili Hai Magar Humjuba Nahi Milta

Kabhi Kisiko Mukammal Jaha Nahi Milta

Buza Saka Hai Bhala Kaun Wakt Ke Shole

Buza Saka Hai Bhala Kaun Wakt Ke Shole

Ye Aisi Aag Hai Jis Me Dhua Nahi Milta

Ye Aisi Aag Hai Jis Me Dhua Nahi Milta

Kabhi Kisiko Mukammal Jaha Nahi Milta

Tere Jahan Me Aisa Nahi Ke Pyar Na Ho

Tere Jahan Me Aisa Nahi Ke Pyar Na Ho

Jaha Ummid Ho Iski Waha Nahi Milta

Jaha Ummid Ho Iski Waha Nahi Milta

Kabhi Kisiko Mukammal Jaha Nahi Milta

Kahi Jami To Kahi Aasma Nahi Milta

Kabhi Kisiko Mukammal Jaha Nahi Milta

Kabhie Kisi Ko Muqammal Jahan par Bhupinder Singh/Asha Bhosle - Paroles et Couvertures