aa aa
aa aa aa aa
aa aa aa aa aa
huzoor iss kadar bhi naa
itraa ke chaliye
huzoor iss kadar bhi naa
itraa ke chaliye
khule aam aanchal naa
lehraa ke chaliye
huzoor iss kadar bhi naa
itraa ke chaliye
khule aam aanchal naa
lehraa ke chaliye
huzoor iss kadar bhi naa
itraa ke chaliye
koi manchalaa gar
pakad legaa aanchal
koi manchalaa gar
pakad legaa aanchal
zaraa sochiye
aap kyaa ki jiyegaa
lagaa de agar
badh ke zulfon mein kaliyaan
lagaa de agar
badh ke zulfon mein kaliyaan
to kyaa apni zulfein
jhatak dijiyegaa
huzoor iss kadar bhi naa
itraa ke chaliye
khule aam aanchal naa
lehraa ke chaliye
huzoor iss kadar bhi naa
itraa ke chaliye
bahut khubsoorat hai
har baat lekin
bahut khubsoorat hai
har baat lekin
agar dil bhi hotaa
to kyaa baat hoti
likhi jaati phir
daastaan e muhabbat
likhi jaati phir
daastaan e muhabbat
ik afsaane jaisi
mulakaat hoti
huzoor iss kadar bhi naa
itraa ke chaliye
khule aam aanchal naa
lehraa ke chaliye
huzoor iss kadar bhi naa
itraa ke chaliye
khule aam aanchal naa
lehraa ke chaliye
huzoor iss kadar bhi naa
itraa ke chaliye