Dil ka koi tukda kabhi
dil se juda hota nahin
Apna koi jaitsa bhi ho
apna hai vo dooja nahin
Yehi vo milan hai jo sachmuch
hai dil ka karaar kya kehna
Khile khile chehron se aaj ghar
hai mera gule gulzaar kya kehna
Aye dil laaya hai bahaar
apnon ka pyaar kya kehna
Milein hum chhalak utha
khushi ka khumar kya kehna
Kuchh apne hi tak yoon nahin
ye hai sawaal sabke liye
Jeena hai to jag mein jiyo
banke misaal sabke liye
Dekho kaisa mehek raha pyaar
bhari baahon ka haar kya kehna
Khile khile chehron se aaj ghar
hai mera gule gulzaar kya kehna
Aye dil laaya hai bahaar
apnon ka pyaar kya kehna
Milein hum chhalak utha
khushi ka khumar kya kehna
Jo ho gaya so ho gaya
logan se tu darna nahin
Saathi tere hain aur bhi
duniya mein tu tanha nahin
Saamna karenge milke chaahe
dus ho chaahe hazaar
Kya kehna
Khile khile chehron se aaj jag
hai mera gule gulzaar kya kehna
Ooooo..oooo..
Aye dil laaya hai bahaar
apnon ka pyaar kya kehna
Milein hum chhalak utha
khushi ka khumar kya kehna
Khile khile chehron se aaj ghar
hai mera gule gulzaar kya kehna
Khile khile chehron se aaj ghar
hai mera gule gulzaar kya kehna
(Leny Erlinda)
Thank You