menu-iconlogo
logo

Katputli Ke Dhaage

logo
Paroles
Mere raaste likhe hain zindagi ne

Tuje chhod ke chalaa main bebasii se

Katputli ke dhaage hum ko door kaheen le jaayenge

Saagar mein dikhte thaaron jaise hum bhee mil jaayenge

Main kyun khoyaa-khoyaa sa ud raha hoon ?

Par ye dil kyun doob raha?

Sunen, kah raha naseeb jo mujh hee se

Chale, phir bhee dhun pe man khud hee se

Katputli ke dhaage hum ko door kaheen le jaayenge

Saagar mein dikhte thaaron jaise hum bhee mil jaayenge

Katputli ke dhaage hum ko door kaheen le jaayenge

Saagar mein dikhte thaaron jaise hum bhee mil jaayenge

Katputli Ke Dhaage par Himonshu Parikh - Paroles et Couvertures