menu-iconlogo
logo

Le Chal

logo
Paroles
Khoyaa hoon kab se is daud mein

Saaree raatein sukun kee talash mein

Bikhare iraade abhee mere

Khoyaa kyun khud se is daud mein?

Saaree raatein dhundli-dhundli

Saaree baathen dhundli-dhundli

Lagtee hain dil ko dil kee

Saaree raahen dhundli-dhundli

Le chal too muje jahaan

Too, main aur aasamaan

Le chal too muje jahaan

Too, main aur aasamaan

Kaheen door sapanon ke jahaan mein

Main aur too baadlon mein ud rahe

Ek aur/or soyaa sa ho ye samaan

Ek aur/or jaagta ho aasamaan

Saaree ficre dhundli-dhundli

Khaari yaaden dhundli-dhundli

Lagtee naa dil ko dil kee

Saaree raahen dhundli-dhundli

Le chal too muje jahaan

Too, main aur aasamaan

Le chal too muje jahaan

Too, main aur aasamaan

Le Chal par Himonshu Parikh - Paroles et Couvertures