menu-iconlogo
logo

Do Panchhi Do Tinke

logo
Paroles
Do panchhi do tinke

Kaho le ke chale hai kaha'n

O0o.. do panchi do tinke

Kaho leke chale hai kaha'n

Ye banayenge ek aashiya'n

Ye banayenge ek aashiya'n

Do panchhi do tinke

Kaho le ke chale hai kaha'n

Ye banayenge ek aashiyaa

Ye banayenge ek aashiyaa

Ye to apni hi dhun mein gaaye

Unche unche udte jaaye

Inki masti ko aur badhaye

Saawan ki, ye hawaayein

Manzil ke matwale

Dekho chhune chale aasmaan

Oo.oo.manzil ke (ooo aaaa) matwale

Dekho chhune chale aasmaan

Ye banayenge ek aashiya'n

Ye banayenge ek aashiya'n

Ek phoolon bhari ho daali

Aur us par ho basera

Kuchh aisa hi meetha meetha

Hai sapna tera mera

Ye sapna sach hoga

Keh rahi dhadkano ki zubaan

Ooo.. ..ye sapna (oooo aaa)sach hoga

Keh rahi dhadkano ki zubaan

Hum banayenge ek aashiya

Hum banayenge ek aashiya

Hum banayenge ek aashiya

Hum banayenge ek aashiya

Hum banayenge ek aashiya.

Do Panchhi Do Tinke par Kishor Kumar/Aarti Mukherji - Paroles et Couvertures