menu-iconlogo
logo

Ek Ajnabee Haseena Se

logo
Paroles
Hmm Hmm Hmm... Hasina Se

Youn Mulaaqat Ho Gayi

Ek Ajnabi... Hasina Se

Youn Mulaaqat Ho Gayi

Phir Kya Hua Yeh Na Puchho

Kuchh Aisi Baat Ho Gayi

Ek Ajnabi... Hasina Se

Youn Mulaaqat Ho Gayi

Woh Achanak Aa Gayi

Youn Nazar Ke Saamne

Jaise Nikal Aaya

Ghata Se Chaand

Woh Achanak Aa Gayi

Youn Nazar Ke Saamne

Jaise Nikal Aaya

Ghata Se Chaand

Chehre Pe Zulfein

Bikhri Hui Thi

Din Mein Raat Ho Gayi

Ek Ajnabi... Hasina Se

Youn Mulaaqat Ho Gayi

Jaan E Man Jaan E Jigar

Hota Main Shaayar Agar

Kehta Ghazal Teri Adaon Par

Jaan E Man Jaan E Jigar

Hota Main Shaayar Agar

Kehta Ghazal Teri Adaon Par

Maine Yeh Kaha To

Mujhse Khafa Woh

Jaan E Hayaat Ho Gayi

Ek Ajnabi... Hasina Se

Youn Mulaaqat Ho Gayi

Khoobsurat Baat Yeh

Chaar Pal Ka Saath Yeh

Saari Umar Mujhko Rahega Yaad

Khoobsurat Baat Yeh

Chaar Pal Ka Saath Yeh

Saari Umar Mujhko Rahega Yaad

Main Akela Tha Magar

Ban Gayee Woh Humsafar

Woh Mere Saath Ho Gayi

Ek Ajnabi... Hasina Se

Youn Mulaaqat Ho Gayi

Phir Kya Hua Yeh Na Puchho

Kuchh Aisi Baat Ho Gayi

Ek Ajnabi... Hasina Se

Youn Mulaaqat Ho Gayi

Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm

Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm

Ek Ajnabee Haseena Se par Kishor Kumar - Paroles et Couvertures