
Chookar Mere Mann Ko Kiya Tune Kya Ishara
Hmmm HmHmHm HmmHmmum
Chhookar mere man ko
Kiya toone kya ishaara
Chhookar mere man ko
Kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam
Lage pyaara jag saara
Chhookar mere man ko
Kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam
Lage pyaara jag saara
Chhookar mere man ko
Kiya toone kya ishaara
Tu jo kahe jeevan bhar
Tere liye main gaoon
Tere liye main gaoon
Geet tere bolon pe
Likhta chala jaoon
Likhta chala jaoon
Mere geeton mein
Tujhe dhoonde jag saara
Chhookar mere man ko
Kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam
Lage pyaara jag saara
Chhookar mere man ko
Kiya toone kya ishaara
Aaja tera aanchal yeh
Pyaar se main bhar doon
Pyaar se main bhar doon
Khushiyaan jahan bhar ki
Tujhko nazar kar doon
Tujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan
Tu hi jeene ka sahaara
Chhookar mere man ko
Kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam
Lage pyaara jag saara
Chhookar mere man ko
Kiya toone kya ishaara