menu-iconlogo
logo

Tumse Milkar Na Jane

logo
Paroles
(NAMSTE)

song: tumse milkar

movie: pyaar jhukta nahi

singer: lata ji shabbir kumar

tumse milkar najane kyun

tumse milkar najane kyun

or bhi kuch yaad aata hai

yaad aata hai

tumse milkar najane kyun

tumse milkar najane kyun

or bhi kuch yaad aata hai

yaad aata hai

aaj ka apna pyaar nahi hai

aaj ka apna pyaar nahi hai

janmo ka ye nata hai ye nata hai

naata hai

tumse milkar najane kyun

tumse milkar najane kyun

(MUSIC)

ho pyaar ki qatill pyaar ki dushman

lakh bani ye duniya diwani

ho humne wafa ki raha na chhodi

humne to apni haar na maani

us mod se bhi hum gujre hai

jis mod pe sab lut jata hai

lut jata hai lut jata hai

tumse milkar najane kyun

tumse milkar najane kyun

or bhi kuch yaad aata hai

yaad aata hai

tumse milkar najane kyun

tumse milkar najane kyun

FOLLOW KULBEER SINGH

ek tere bina is duniya ki

har cheez adhuri lagti hai

tum paas ho kitne paas magar

najdiki bhi duri lagti hai

pyaar jinhe ho jaye unhe

kuch aur najar kab aata hai

kab aata hai

tumse milkar najane kyun

tumse milkar najane kyu

aur bhi kuch yaad aata hai

yaad aata hai

tumse milkar najane kyun

tumse milkar najane kyun

( FOLLOW MUSIC)

marke bhi kabhi jo khat na ho

ye pyaar ka woh afsana hai

tum bhi to humare saath chalo

to humko wahan tak jana hai

wohn jhumke apni dharti se

akash jaha mil jata hai

mil jata hai

tumse milkar najane kyun

tumse milkar najane kyun

aur bhi kuch yaad aata hai

yaad aata hai

tumse milkar najane kyun

tumse milkar najane kyun

THANKS FOR JOINING

DONT FORGET FOLLOW TO KULBEER

Tumse Milkar Na Jane par Lata Ji/Sabbir Kumar - Paroles et Couvertures