menu-iconlogo
logo

Tum Agar Saath Dene Ka

logo
Paroles
Tum Agar Sath Dene Kaa Vada Karo

Mai Yu Hee Mast Nagme Lutata Rahu

Tum Mujhe Dekh Kar Muskuratee Raho

Mai Tumhe Dekh Kar Git Gata Rahu

Tum Agar Sath Dene Kaa Vada Karo

Mai Yu Hee Mast Nagme Lutata Rahu

Kitne Jalwe Fijao Me Bikhare Magar

Maine Abb Tak Kisee Ko Pukara Nahee

Tumko Dekha Toh N ein Yeh Kehne Lagi

Hamko Chehre Se Hatna Gavara Nahee

Tum Agar Meree Najaro Ke Aage Raho

Mai Har Ek Shaiy Se N ein Churata Rahu

Tum Agar Sath Dene Kaa Vada Karo

Mai Yu Hee Mast Nagme Lutata Rahu

Maine Khwabo Me Barso Tarasha Jise

Tum Vahee Sange Marmar Kee Tasvir Ho

Tum Naa Samjho Tumhara Mukkadar Hu Mai

Mai Samajhta Hu Tum Meree Takdir Ho

Tum Agar Mujhko Apna Samajhane Lago

Me Baharo Kee Mehfil Sajata Rahu

Tum Agar Sath Dene Kaa Vada Karo

Mai Yu Hee Mast Nagme Lutata Rahu

Main Akela Bahot Der Chalta Raha

Ab Safar Jindagani Ka Katata Nahi

Jab Talak Koi Rangin Sahara Na Ho

Waqt Kafir Jawani Ka Katata Nahi

Tum Agar Humkadam Banke Chalti Raho

Main Jami Par Sitare Bichata Rahu

Tum Agar Sath Dene Kaa Vada Karo

Mai Yu Hee Mast Nagme Lutata Rahu

Tum Mujhe Dekh Kar Muskuratee Raho

Mai Tumhe Dekh Kar Git Gata Rahu.

Dedicated to all my follower

Tum Agar Saath Dene Ka par Mahendra Kapoor/Asha Bhosle - Paroles et Couvertures