Do sitaron ka zameen par Hai milan
Aaj ki r rat
Do sitaro ka zameen par Hai milan
Aaj ki rat
Muskurata hain ummido Ka chaman
Aaj ki rat
Rang layi hai mere dil ki lagan
Aaj ki rat
Sari duniya najar aati hai dulhan
Aaj ki rat
Do sitaro ka zameen par
Hai milan aaj ki rat
Aaj ki rat
Husnwale teri duniya mai koi aaya hai
Tere didar ki hasrat bhi koi laya hai
Tod de tod de parade ka chalan
Aaj ki rat
Muskurata hai ummidon ka chaman
Aaj ki rat
Do sitaro ka zameen par
hai milan aaj ki rat
Aaj ki rat
Jinase milane ki tamanna
Thi wahi aate hain
Chand tare meri raaho
Me bichhe jate hain
Chumata hain mere
Kadmo ko gagan aaj ki rat
Sari duniya najar aati
Hain dulhan aaj ki rat
Do sitaro ka zameen
Par hai milan aaj ki rat
Aaj ki rat.