menu-iconlogo
logo

RAHEN NA RAHEN HUM

logo
Paroles

movie: Mamta 1966

lyricis: M ooh Sultanpuri

music Director: Roshan

Rahe na rahe hum..,

mahaka karenge

Ban ke kali.., ban ke sabaa..

baag e wafaa.. mein.

Rahe na rahe hum...!

Mausam koi ho is chaman mein..

rang ban ke rahenge.. hum khirama.

Chaahat ki khushbu yunhi

zulfon se udegee..

khiza ho.., ya baharen,

Yun hi jhoomte...

Yun hi jhoomte aur, khilte rahenge..,

Ban ke kalee..ban ke sabaa..,

baag e wafaa.. mein.

Rahe na rahe hum..,

mahaka karenge

Ban ke kalee..ban ke sabaa..

baag e wafan mein.

Khoye hum aise.. kya hain milna..

kya bichhadna.. nahin hain yaad hum ko,

Koonche mein dil ke, jab se aaye

sirf dil ki.. zameen hain, yaad hum ko.

Isi sarzameen...

Isi sarzameen pe.., hum to rahenge..

Ban ke kali, ban ke sabaa..

baag e wafaa.. mein...

Rahe na rahe hum..!

Jab hum na honge, jab hamare

khaak pe tum rukoge.., chalte chalte..,

Ashkon se bheegi chandni mein

ek sada si sunoge chalte chalte..,

Waheen pe kahee...

Waheen pe kahee hum.., tum se milenge..,

Ban ke kali, ban ke sabaa..

baag e wafan mein.

Rahe na rahe hum..,

mahaka karenge

Ban ke kali.., ban ke sabaa..

baag e wafaa.. mein.

Rahe na rahe hum...!