Kya khub lagtI ho
Badi sundar dikhti ho
Kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Phir se kaho,Kehte raho
Achchha lagta hai
Jeevan kaa har sapna
Abb sachcha lagta hai
Kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Tarif karoge kab tak, bolo kab tak
Mere sine me sans rahegi jab tak
Kab tak mai rahungi mann me
Haan mann mein
Suraj hoga jab tak nile gagan me
Phir se kaho, kehte raho
Achchha lagta hai
Jeevan kaa har sapna
Abb sachcha lagta hai
Hoo, kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Tum pyar se pyari ho
Tum jan hamari ho
Hoo hoo......
Hoo hoo…….
Khush ho naa mujhe tum pakar
Mujhe pakar
Pyase dil ko aaj mila hai sagar
Kya dil mei hai aur tamanna
Hai tamanna
Har jeevan mein tum mere hi banna
Phir se kaho, kehti raho
Achchha lagta hai
Jeevan kaa har sapna
Abb sachcha lagta hai
Hoo, kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Tum pyar se pyare ho
Tum jaan hamari ho
Tum pyar se pyare ho
Tum jan hamari ho
Mm hm hm hm hm hm………..