menu-iconlogo
logo

Bhare Naina

logo
Paroles
Kyun Na Bole Mose Mohan Kyun

Hai Ruthey Ruthey Mohan Yun

Kaise Manaaun Hye Kaise Manaau

Kyun Na Bole Mose Mohan Kyun

Hai Ruthey Ruthey Mohan Yun

Kaise Manaaun Hye Kaise Manaau

Un Binn Kate Naa Raina

Unn Binn Aave Na Ik Pal Chaina

Unn Bin Jeeun To Kaise

Main Jeeu'n Haay..

Bahe Naina Bhare Morey Naina

Jhare Morey Naina

Mohe Naina Sune Naahi Kehna

Bahe Morey Naina

Bahe Naina Bhare Morey Naina

Jhare Morey Naina

Mohe Naina Sune Naahi Kehna

Bahe Morey Naina

Haan... Naino Ke Dwaare

Aane Ke vaade

Bandhe Aise Bolo Kaahe

Chokhat Pe Dil Ki Aahat Rakhi Hai

Taako Pe Hai Torey Saaye

Unn Bin Unhein Manaaye

Unn Bin Kabhi Jo Unko Rijhaaye

Unn Bin Jale Hai Mora Ye Jiya

Bahe Naina Bhare Morey Naina

Jhare Morey Naina

Mohe Naina Sune Naahi

Kehna, Bahe Morey Naina

Bahe Naina Bhare Morey Naina

Jhare Morey Naina

Mohe Naina Sune Naahi

Kehna, Bahe Morey Naina

Haan...

Komal Badi Hai Saasan Ki Dori

Ruthey Se Bhi Toot Jaaye

Baavan Tarah Se Jee Ko Manaaya

Khoje Ajahun Tori Raahe

Unn Bin Unhein Main Paaun

Unn Bin Unhein Main Garwa Lagaaun

Unn Bin Unhein Main

Mora Jee Lage Haay...

Bahe Naina Bhare Morey Naina

Jhare Morey Naina

Mohe Naina Sune Naahi

Kehna, Bahe Morey Naina

Bahe Naina Bhare Morey Naina

Jhare Morey Naina

Mohe Naina Sune Naahi

Kehna, Bahe Morey Naina

Bahe Naina Bhare Morey Naina

Jhare Morey Naina

Mohe Naina Sune Naahi

Kehna, Bahe Morey Naina

Bahe Naina Bhare Morey Naina

Jhare Morey Naina

Mohe Naina Sune Naahi

Kehna, Bahe Morey Naina

Bhare Naina par Nandini Srikar - Paroles et Couvertures