guzar gaya wo zamana
kaisa kaisa
guzar gaya wo zamana
kaisa kaisa
hansi khushi ki bahaar thi jismen
guzar gaya wo zamanaa
kaisa kaisa
guzar gaya
phool tammanaon ke jisme
kadam kadam par khilte thei
ab wohi rasta ujda bann hai
jis pe hai aana jaanaaa
kaisa kaisa
guzar gaya wo zamanaa
hansta hua hansta hua
charag thei jisse
kona kona roshan tha
aisa bujha ke
aisa bujha ke
dubara isko
mumkin nahin jalaana
kaisa kaisa
guzar gaya
gaya zamanaaaa
gaya zamana
phir aayega
jaanne wale jaanenge
humko na pehchaanega jo koi
hum bhi hum bhi
hum bhi kyun pehchanenge
aa jaa aa jaaaaa