main rota hooooon
main rota hooooon
mat mana karoo
tum mere aansoon gina karoooo
main rota hooooon
mat mana karoo
rone mein meri duniya hai
aansoon mein meri basti hai
main dukh ka kaala badal hoon
boondo mein aag barasti hai
tum mera rona suna karooooo
main rota hoooon
main rota hooooon
mat mana karoo
main ro kar jeena seekh gaya
seekh gaya
phir hans kar ke kya karna hai
bus yaad tumhari aankh mein
le kar ke paar utarna hai
tum dukh ka tana buna karooooo
main rota hoooon
main rota hooooon
mat mana karoo
main patjhad mein hoon
bada sukhi
bada sukhi
mat phool se sakhi
bahaar banao o o o o o
phool se sakhi bahaar bano
main toota phoota ghar achha
tum mat iski deewaar bano
tum dil par
tum dil par
patthar chuna karo o o o o o
main rota hoooon
main rota hooooon
mat mana karoo