menu-iconlogo
logo

Bishan chacha kuchh to gao

logo
Paroles
Happy Children's Day

Mohd. Rafi sahab

(Bishan chacha kuchh gao) 2

Are re re,aisa tarana jhum ke gaaun

Sang sang duniya jhume

(Bishan chacha kuchh gao)

Are re re re

Aisa tarana jhumke gaaun

Sang sang duniya jhume

(Bishan Chacha...)

( Andhere me noor ki tarah,

Baagon ke phoolon ki tarah,

Chamakte,Mehakte Masoom Bachhe )

Ye umar nayi,dagar naya..safar hai pyare

Dur abhi hai dur,Kahin jaane

kahan kinare

(Ye umar nayi dagar naya safar hai pyare

Dur abhi hai dur,Kahin jaane

kahan kinare)

Tu ruk nahi jana,dar nahi jana

Tu thak nahi jana mere pyare

(Bishan chacha kuchh gao)

Are re re aisa tarana jhum ke gaun

Sang sang duniya jhume

(Bishan chacha)...

SmithaTripathy

wishing you,children of World

A very bright future

Zindgai jo hai mili,Hansi khushi gujaaro

Tum deeyon se noor

Diyon se sara jahan sanwaaro

(Zindgi jo hai mili,Hansi khushi gujaaro

Tum diyon se noor

Diyon se sara jahan sanwaro)

Pyar lutaye,auron ke kaam aaye

Yahi to zindagi hai pyare

(Bishan chacha kuchh gao)

Are re re,aisa tarana jhum ke gaun

Sang sang duniya jhume

(Bishan chacha....)

ST