Rafi:ho.. tere nainon ke
main deep jalaaungaa 2
apani aankhon se duniya dikhalaaunga
Lata: achchha
vo kya hai
Rafi: ek mandirhai
Lata: us mandir men
Rafi: ek moorat hai
Lata: ye moorat kaisi hoti hai
Rafi: teri surat jaisi hoti hai
Lata: vo kya hai
Rafi: ek mandirhai
up load by JAYANTI PORWAL
main kya jaanun chhaanv
hai kya aur dhoop hai kya 2
rang birangi is duniya ka roop hai kya
vo kya hai
Rafi: ek parbat hai
Lata: us parbat pe
Rafi: ek baadal hai
Lata: ye baadal kaisa hota hai
Rafi: tere aanchal jaisa hota hai
Lata: vo kya hai
Rafi. ek parbat hai
music
Rafi: mast hava ne
ghoonghat khola kaliyon ka 2
jhoom ke mausam aaya hai rang raliyon ka
Lata: vo kya hai
Rafi: ek bagiya hai
Lata: us bagiya men
Rafi: kai bhanvare hai
Lata: bhanvare kya jogi hote hain
Rafi: nahin dil ke rogi hote hain
Lata. wo kya
Rafi. ek bagiya hai
Lata: aisi bhi anjaan
nahin main ab sajana
bin dekhe mujh ko dikhata hai sab sajana
Rafi: achchha
to vo kya hai
Lata: vo saagar hai
Rafi: us saagar men
Lata: ik naiya hai
Rafi: are tune kaise jaan liya
Lata: man se aankhon kaam liya
Rafi.. wo kya hai
Lata.. wo sagar hai..
hu hu hu..hu hu hu