Maine poocha chand se ke dekha hai kahin
Mere yaar sa haseen
Chand ne kaha
Chandni ki kasam
Nahin nahin nahin
Maine poocha chand se ke dekha hai kahin
Mere yaar sa haseen
Chand ne kaha
Chandni ki kasam
Nahin nahin nahin
Maine poocha chand se
Maine yeh hijab tera dhunda
Har jageh sahbab tera dhunda
Kaliyon se misaal teri phoochi
Phoolon se Jawab tera dhunda
Maine poocha bagh se falak ho ya zameen
Aisa phool hai kahin
Bagh ne kaha har kali ki kasam
Nahin nahin nahin
Chaal hai ke mauj ki rawani
Julf hai ke raat ki kahani
Hoth hai ke aainey kawal ke
Aankh hai ke mahka do kee rani
Maine poocha jaam se falak ho ya zameen
Aisi mehn bhi hai kahin
Jaam ne kaha
Mehkashi ki kasam
Nahin nahin nahin
Maine poocha chand se ke dekha hai kahin
Mere yaar sa haseen
Chand ne kaha
Chandni ki kasam
Nahin nahin nahin