menu-iconlogo
logo

Urti hai

logo
Paroles
Gumshuda thi

Laapata thi

Dekha jab tujhe

Be sabar thi

Be khabar thi

Thaama tha ussey

Tujh ko bulaya

Sab dikhaya

Raatein jaag ke

Meri wafayi ka sila tha kia?

Ab tu urrti hai urrti hai badalon pe

Bethi hai bethi hai fasalon pe

Chalti hai chalti hai asmaan pe kiun?

Ab tu bethi hai rehti ghuroor mai

Mai betha hoon rehta suroor mai

Tu bhooli hai saari wo raatein aise kiun?

Tujh se wafayi

Rehnumayi

Karni thi mujhe

Teri bhalayi

Thi sunayi

Samjhi naa ussey

Sochta hoon

Ro para hoon

Dia sab tujhe

Yaad kar ke milta hai kia?

Ab tu jahan jaa chuki

Wahan hai meri khushi

Ab tu urrti hai urrti hai badalon pe

Bethi hai bethi hai fasalon pe

Chalti hai chalti hai asmaan pe kiun?

Ab tu bethi hai rehti ghuroor mai

Mai betha hoon rehta suroor mai

Tu bhooli hai saari wo raatein aise kiun?

Tu apni chaahaton mai ghoomti rahi

Tu mere dard ki, dastaan bani

Ab tu jahan bhi hai jo bhi hai kar rahi

Ab laga, ye pata tu khush wahin

Ab tu urrti hai urrti hai badalon pe

Bethi hai bethi hai fasalon pe

Chalti hai chalti hai asmaan pe kiun?

Ab tu bethi hai rehti ghuroor mai

Mai betha hoon rehta suroor mai

Tu bhooli hai saari wo raatein aise kiun?