Writer(s): Nadeem Shravan, Sameer
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam